02

" Shaddi ka pressure"- 1

Maa please aap aisa mat karo na , meri kya galti hai mujhe kyo bali ka bakra bana rhi ho ( rote hue ) maa please...ek baar meri baat maan lijiye. Mai abhi iske liye taiyar nhi hu. Muh band kar apna tu,jitna bola hai utna hi kar aur chal bata shaddi ke liye kya socha hai ? Shukr mana tujhe ek mauka de rhi hu warna sidhe mandap me bithathi.

Write a comment ...

Write a comment ...